Quantcast
Channel: -:: AllBestMessages ::- » Faiz Ahmad Faiz Poetry
Browsing latest articles
Browse All 10 View Live

Faiz Ahmad Faiz Poetry

muddat hui hai yar ko mahman kiye hue josh-e-qadah se bazm charagan kiye hue karta hun jama phir jigar-e-lakht-lakht ko arsaa hua hai dawat-e-mizshgan kiye hue…

View Article



Faiz Sad Poetry

kisne wasl ka suraj dekha, kis par hijr k rat dhali gesuon wale kaun the, kya the, un ko kya jatlaoge ‘Faiz’ dilon k bhag main hai ghar basana bhi lut jana bhi tum us husn k lutf-o-karam par kitne din...

View Article

Faiz Sad Poem

kabhi kabhi yad main ubharte hain naqsh-e-mazi mite mite sey wo azmaish si dil-o-nazar ki, wo qurabaten si wo fasale sey kabhi arzu k sehara main a k rukte hain qafile sey wo sari baten lagaw ki si wo...

View Article

Ye Na Thee Hamare Qismat Ke Wisaal-e-Yaar Hota

Ye na thee hamaree qismat ke wisaal-e-yaar hota agar aur jeete rehte yahee intezaar hota Tere waadey par jiye ham to ye jaan jhoot jaanaa ke khushee se mar na jaate agar ‘eitabaar hota..

View Article

Chand Nikle Kisi Janib Teri Zebai ka

chand nikle kisi janib teri zebai ka rang badle kisi surat shab-e-tanhai ka daulat-e-lab se phir ai khusraw-e-shirin-dahan aj riza ho koi harf shanasai ka dida-o-dil ko sambhalo k sar-e-sham-e-firaq...

View Article


Mere Dard ko Jo Zuban Miley

mera dard nagma-e-besada meri zat zara-e-benishan mere dard ko jo zuban miley mujhe apna nam-o-nishan miley meri zat ko jo nishan miley mujhe raz-e-nazm-e-jahan miley jo mujhe ye raz-e-nihan mile meri...

View Article

Teri Umid Tera Intazar Jub Se Ha

Teri umid tera intazar jub se ha na shab ko din se shikayat na din ko shab se ha ksi ka dard ho karte hain tere nam raqam gila hai jo bhi kisi se teri sabab se ha.

View Article

Humain Jo Dukh Tha Bohut Ladawa Na Tha

har charagar ko charagari sey gurez tha warna humain jo dukh tha bohut ladawa na tha lab par hai talkhi-e-may-e-ayyam warna “Faiz” ham talkhi-e-kalam par mail zara na tha

View Article


Qurb Key Na Wafa Key Hote Hain

Qurb Key Na Wafa Key Hote Hain Sary Jhagre Ana Key Hote Hain Wo Humara Hai Is Tarha Se Faiz Jaise Bande Khuda Key Hote Hain

View Article


Bahaar aaii to jaise

Bahaar aaii to jaise ek baar LauT aaye hai.n phir adam se Vo Khvaab saare, shabaab saare Jo tere honthon pe mar miTe the Jo miT ke har baar phir jiiye the Nikhar gaye hain gulaab saare Jo terii yaadon...

View Article
Browsing latest articles
Browse All 10 View Live


Latest Images